[ Google AdSense 728x90 ]
Romantic 📄 89 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-11-06

Kese karen muhabbat ko beyan aik din main

Kese karen muhabbat ko beyan aik din main kya kya batein apna haal aik din main dil main tumari hamiyat kya hai ye tumko kese samjhain aik din main mahjabeen nasneen dilnaseen kis kis naam se tumhe pukaron aik din main tera chera to hai bhara afreen jese chand zameen mein uttar aaya aik din main tu hi meri zindagi tu hi meri bandagi tere bina maar hi jayenge hum aik din main ab to tum hi ho meri dilki bas yehi keh sakte hain hum aik din main.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry