[ Google AdSense 728x90 ]
General 📄 94 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-11-06

Aaya pyar ka din suhana

Aaya pyar ka din suhana mausam bhi hai bhara mastana dilwalo ka hai yeh zamana kerlo kerlo pyar ki baatein phir na milegi yeh sunhani raatein aaj tham lo apne dilbar ka hath aur khul do chahat ki kitabein na gavao aaj yeh waqt bejichik kerdo izhar-e-muhabbat na milega aisa saathi kabhi aaj merban hai tum pe kismat bhool jao har gham ko bas aage bharao kadam ko aaj kerlo tum ye waada tanha na choroge humdam ko aaya pyar ka din suhana mausam bhi hai bhara mastana chahat walo ka hai ye tarana.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry