[ Google AdSense 728x90 ]
Urdu Poetry 📄 144 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-12-07

Zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain

Zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain Main to mar kar meri jaan tujhe chahunga Tu mila hai to ye ehsaas hua hai mujhko Ye meri umr muhobbat ke liye thodi hai Tu mila hai to ye ehsaas hua hai mujhko Ye meri umr muhobbat ke liye thodi hai Ik zara sa gume doura ka bhi huk hai jis par Meine wo saans tere liye rakh chodi hai Tujhpe ho jaun kurbaan tujhe chahunga Mein to mar meri jaan tujhe chahunga Zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hai Apne jazbaat mein nagmaat rachane ke liye Meine dhadkan ki tarah dil mein basaya hai tujhe Mein tasabbur bhi judaayi ka bhalaa kaise kahun Meine kismat ki lakiron se churaya hai tujhe Pyaar ka ban ke nigehbaan tujhe chahunga Mein to mar meri jaan tujhe chahunga Zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry