[ Google AdSense 728x90 ]
Urdu Poetry 📄 56 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-12-08

Yaad tumhari aati hain

Yaad tumhari aati hain par jab khulti hain toh kyon phir tu samne aati hain Aanso tere tapakte hain to main kyon sisakta hun jara si tu hasti hain toh main kyon nikharta hun Jab bhi dekhta hun tumhe bas yeh sochta hun pucho tumse ya tumse kahun rakhun dil mein ye baat ya keh dun.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry