[ Google AdSense 728x90 ]
Romantic 📄 84 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-11-05

Wo dil ka bura na bewafa tha

Wo dil ka bura na bewafa tha bus mujhse yunhi bhichar gaya tha kal shab woh mila tha doston ko kehtay hain udaas lagh raha tha kismat ka hi yeh sab dosh hai pehle milaya phir juda kerdiya tha woh jab bhi mujhse milta bhuja bhujasa lagta shayad kisii uljaan main phass gaya tha ab us se kyun ker gilla karon main iss ishq ne usse bhi ruswa kiya tha dooriyon se kabhi pyaar mitta nahin usne hi to RANI pyaar kerna sikhaya tha.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry