[ Google AdSense 728x90 ]
Urdu Poetry 📄 132 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-11-08

Us ne mujhey bhulaya hoga Kya

Us ne mujhey bhulaya hoga Kya Kitney taqleefo se us ne mujhey bhulaya hoga Meri yaad ney usey khooob rulaya hoga Baat be baat aankh uski jo chalki hogi Usney chehrey ko Haatho mein chuppaya hoga Socha hoga usne din mein kayi baar mujhey Naam hatheli pe likh likh ker mitaya hoga Jaha usne mera zikar suna hoga kisi se Uski aankho mein koi aansu to aya hoga Raat ko bhi dair tak neend na ayee hogi Usne takiye ko bhi seeney se lagaya hoga Ho ke behaal meri yaadon se us ne Meri tsweer se sir apna tikaya hoga Poocha hoga jo kisi ne uski halat ka sabab us ne baaton mein khoob usey chhupaya hoga Jab kisi chand ko dekha hoga akaila tune use mera pyaar bahut yaad aya hoga.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry