Mohabbaton K Nisaab Jesa
Mohabbaton K Nisaab Jesa
Woh Ik Chehra Keetab Jesa
Mahakta Hai Mere Qalb-o-Jaan Mein
Woh Shaks Khilty Gulab Jesa
Yaqeen Bhi Hai Woh Mery Dil Ka
Gumaan Bhi Hai Saraab Jesa
Woh Bansuri Hai Jo Hont Rakhon
Jo Dekhon Chhoo K Rubab Jesa.