[ Google AdSense 728x90 ]
Urdu Poetry 📄 153 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-11-08

Mita de apni Husti ko Agar doh Martba Chahe

Mita de apni Husti ko Agar doh Martba Chahe Ke Dana Khak may Milkar Gul-e-gulzar hota hay Pata nahi tha ki shayiri mein itna dum hein Pata nahi tha ki shayiri mein itna dum hein har dil mein kahi chuppa hua gum hein Rakibo ke sir galat ilzame bewafai hai Gairo ne to sirf hava di hai Aag apano ne lagayi hai Pyaar toh kiya mainey bahut magar izhaar na karna aaya usney poocha toh mujhsey bahut magar ikraar na karna ayaa husn-o-jawani ho to har aik ko gharoor aata hai tere bahar adaoon ko dekh kar hamain saroor aata hai tujeh bahar kaha to iss leye kay har mosaam shajar se rooth bhi jaye to lot kar zaroor aata hai Us falak ke teer ka kya nishana tha Jahan thee meri manzil wahin mera aashiyana tha Bas pahunch hi rahi thi kashti saahil pe Is toofan ko bhi abhi hi aana tha.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry