[ Google AdSense 728x90 ]
Urdu Poetry 📄 74 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-11-30

Main sun k uski sub batain

Main sun k uski sub batain Faqat itna hi kehta tha Khafa hona mana laina Yeh sadiyon say riwayat hay Gilay shikway karo mujh say Tumhain janan ijazat hay Magar ik baat meri bhi Tum yaad rakh laina Kabhi aisa bhi hota hay Hawaain rukh badalti hain Khataain ho hi jati hain Khafa hona bhi mumkin hay Khata hona bhi mumkin hay Hamaisha yaad rakhna tum Taaluq toot janay say Kabhi toota nahin kertay.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry