[ Google AdSense 728x90 ]
Urdu Poetry 📄 75 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-11-21

Koi Ghazal suna ker kya karna

Koi Ghazal suna ker kya karna Yoon baat barrha kr kya karna Tum mere thay tum mere ho Duniya ko bata kar kya karna Tum ehad nibhaoo chaahat say Koi rasm Nibha kar kya krna Tum khafa bhi ache lagty ho Phir tum ko mana kar kya karna Tere dar py aa k bethay hain Ab ghar bhi ja ker kya krna Din yaad say acha guzary ga Pir tum ko bhula kar kya krna.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry