[ Google AdSense 728x90 ]
Urdu Poetry 📄 119 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-10-23

kiya tha zara si dair main kya ho gaya koi, Sad Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poe

kiya tha zara si dair main kya ho gaya koi do din juda raha tu naya ho gaya koi wo bhi mujhe aziz tha main bhi usey aziz phir jane kiya howa k khafa ho gaya koi meri nazar nay us ko khad-o khaal dey deye zehra jamaal-e sheh'r-e saba ho gaya koi mehfil main tha tu chaand ki sourat sabeh tha tanha mila tu rung-e hina ho gaya koi is khush ada guraiz k qurbaan jaeye mujh ko salam kar k hawa ho gaya koi ilzaam hum pe aya hum musta'id na they jab bhi kisi ka teer khata ho gaya koi mujh jaise be-nawa ko nawaza ba-sad kholoos yoon bhi bara tha aur bara ho gaya ko.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry