[ Google AdSense 728x90 ]
Urdu Poetry 📄 82 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-11-17

Jisnay thoray waaday jisnay toora dil

Jisnay thoray waaday jisnay toora dil Jeena mushkil ho gaya daidi kitni mushkil Us baiwafaa say ab har rishta toor daingay Muhabbat chor daingay ham Muhabbat chor daingay ham Mar jayen gay par ab us ka naam nahi lain gay Jisnay toora dil usay ilzaam nahi daingay Dil ki batoo ma akar yah dhokay khaye hain Ab apnay dil say ham koi kaam nahi lain gay Us baiwafaa say ab har rishta tor daingay Muhabbat chor daingay ham Muhabbat chor daingay ham.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry