[ Google AdSense 728x90 ]
Urdu Poetry 📄 80 words   ⏱ 1 min read   📅 2013-11-09

Bhoolne Waale Se Koyi Keh De Zara

Bhoolne Waale Se Koyi Keh De Zara Is Tarah Yaad Aane Se Kya Faaida Jab Mere Dil Ki Duniya Basaati Nahin Phir Khayaalon Mein Aane Se Kya Faaida Kya Kahoon Aapse Kitni Umeeden Thi Aap Kya Badle Duniya Badal Is Gayi Aasra De Ke Dil Tod Te Hain Mera Is Tarah Sataane Se Kya Faaida Chaar Tinke Jala Ke Kya Mil Gaya Mit Sakana Zamane Se Mera Nishaan Mujhpe Bijli Girao To Jaanu Sahi Aashiaan Par Girane Se Kya Faaida.
◀ Prev 📚 All Poetry Next ▶

More Poetry